120Log inSign up
by Saanvi srivastavaI Miss Us
Details

I miss us

Kha kho gye hum iss duniya ki hal chal mai

Mughe apne aap mai kuch kam lagta hai

Sab kuch hone ke baad kuch adhoora sa lagta hai

Kuch khoya sa lagta hai

Aaj bhi jab mobile utha kar un chats ko pardhti ho 

Kucch yaad aata hai

Mughe humara pal bhot yaad aata hai

Un atrangi photo mai shakal dekhar ab aankho mai aasoo aate hai

Bas dimaag mai ek hi khayal aata hai

Iss duniya ki hal chal mai kha kho gye hum

I miss our talks

I miss our laughs

I miss our time

I miss our cute fights

I miss our manofying sessions.

I miss us.

Loading comments…